Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa Lyrics - Parul Ghosh

Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa lyrics, the song is sung by Parul Ghosh from Hamari Baat (1943). Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa Ghazal soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Pandit Narendra Sharma.

Aye baad e saba ithlati na aa
Mera gumcha e dil to sookh gaya
Baad e saba ithlati na aa
Mera gumcha e dil to sookh gaya
Mere pyaase labon ko
Chhuye binaa
Paimaana khushi ka tut gaya
Aye baad e saba

bharatlyrics.com

Ghaayal pe lagaana ghaat hi kya
Jo bigad gayi ee ee ee
Jo bigad gayi wo baat hi kya
Ghaayal pe lagaana ghaat hi kya
Nanhe se dil ki bisaat hi kya
Nanhe se nanhe se
Dil ki bisaat hi kya
Jo tut gaya so tut gaya
Aye baad e saba ithlati na aa
Mera gumcha e dil to sookh gaya
Ae baad e saba

Ab dil mein aas ummed nahin
Dukhiya aankhon mein neend nahin
Ab dil mein aas ummed nahin
Dukhiya aankhon mein neend nahin
Maalik ne aisa naseeb diya
Maalik ne aisa naseeb diya
Jo aaj milaa kal phoot gaya
Aye baad e saba ithlati na aa
Mera gumcha e dil to sookh gaya
Aye baad e saba.

Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa is from the Hamari Baat (1943).

The song Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa was sung by Parul Ghosh.

The music for Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa was composed by Anil Krishna Biswas.

The lyrics for Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa were written by Pandit Narendra Sharma.

The music director for Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa is Anil Krishna Biswas.

The song Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa was released under the Saregama.

The genre of the song Aye Baad E Saba Ithlati Na Aa is Ghazal.