Saaqi Ki Nigaahen Sharaab Hai Lyrics - Arun Kumar

Saaqi Ki Nigaahen Sharaab Hai lyrics, the song is sung by Arun Kumar from Hamari Baat (1943). Saaqi Ki Nigaahen Sharaab Hai Ghazal soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by Pandit Narendra Sharma.

Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Mere dil mein mohabbat ke
Khwaab hain
O mere dil mein mohabbat ke
Khwaab hain re
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Sharaab hain sharaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain

bharatlyrics.com

Uljhan se bhare jo sawaal hain
Jo sukh dukh ke laakhon sawaal hain
Uljhan se bhare jo sawaal hain
Jo sukh dukh ke laakhon sawaal hain
Ye pyaale hi unke jawaab hain
O ye pyaale hi unke
Jawaab hain jawaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
O mere dil mein mohabbat ke
Khwaab hain re
Saaqi ki nigaahen sharaab hain
Sharaab hai sharaab hain
Saaqi ki nigaahen sharaab hain.

Saaqi Ki Nigaahen Sharaab Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download