Aye Dosto Gori Kawari Si Haseena Ke Lyrics - Udit Narayan

Aye Dosto Gori Kawari Si Haseena Ke lyrics, the song is sung by Udit Narayan from Deedar (1992). The music of Aye Dosto Gori Kawari Si Haseena Ke Love, Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Aye dosto gori
Kawari si haseena ke
Bhige gulabi naram hotho ka
Jhil si nili nili aanhko ka
Aye dosto gori
Kawari si haseena ke
Bhige gulabi naram hotho ka
Jhil si nili nili aanhko ka
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya
Aye dosto gori
Kawari si haseena ke
Bhige gulabi naram hotho ka
Jhil si nili nili aanhko ka
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya

bharatlyrics.com

Samjhe na koi bhi ishara
Aankhe jhukake muskuraye
Samjhe na koi bhi ishara
Aankhe jhukake muskuraye
Bate karu bhi to kaise
Dekhe mujhe to sharmaye
Dil ko churaye uski adaye
Usko nihare meri nigahein
Jane na wo dilruba
Aye dosto gori
Kawari si haseena ke
Bhige gulabi naram hotho ka
Jhil si nili nili aanhko ka
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya

Chanda se mukhde pe dekho
Zulfo ka parda giraye
Chanda se mukhde pe dekho
Zulfo ka parda giraye
Gairo ke paas hain baithi
Mere qareeb na aaye
Deewana kar de uski jawani
Le angadayi aise deewani
Chha jaye dil pe nasha
Aye dosto gori
Kawari si haseena ke
Bhige gulabi naram hotho ka
Jhil si nili nili aanhko ka
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya
Deedar ho gaya
Mujhko pyar ho gaya.

Aye Dosto Gori Kawari Si Haseena Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download