Aye Ishq Hame Barbad Na Kar Lyrics - Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Aye Ishq Hame Barbad Na Kar lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Naach (1949). The music of Aye Ishq Hame Barbad Na Kar Sad track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Sarshar Sailani.

Sine mein aag dhadkti hai
Aankho se pani bahta hai
Kuch aisi chot lagi dil par
Dil ro ro kar ye kahta hai
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar

Dil tod ke mann ka meet gaya
Hum har gaye gham jeet gaya
Khushiyo ka zamana beet gaya
Khushiyo ka zamana yaad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar

Kyun rote hai do deewane
Bedard zamana kya jane
Bedard zamane se aye dil
Ummeed na rakh fariyad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar

bharatlyrics.com

Pahle to kapas mein qaid kiya
Shayad ne phir ye hukm diya
Hotho ko see ashko ko pee
Aasu na baha fariyad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar
Aye ishq hume barbad na kar.

Aye Ishq Hame Barbad Na Kar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download