Aye Sarban Aye Sarban Lyrics - G. M. Durrani, Lata Mangeshkar

Aye Sarban Aye Sarban lyrics, the song is sung by G. M. Durrani, Lata Mangeshkar from Caravan (1956). The music of Aye Sarban Aye Sarban Sad track is composed by Mohinder Singh Sarna while the lyrics are penned by Tanvir Naqvi.

Aye sarban aye sarban aye sarban
Us rah ka rahi hai tu
Hai tujhko kiski justzu
Hogi teri manjil kaha
Aye sarba aye sarba

Koi nahi manjil nahi
Manjil hai manjil ka nisha
Aye jane ja jane ja
Aye jane ja jane ja

Mujhko bhi apne sath le
Ye hath mere hath le
Ye hath mere hath le
Mushkil bahut hai rashte
Aasan hai mere waste
Aashan hai mere rashte
Rashte ki sab duswariya
Aye sarba aye sarba
Aye jane ja aye jane ja

bharatlyrics.com

Agar tumko khud pe yaki
Mushkil koi mushkil nahi
Mushkil koi mushkil nahi
Hasta rahega har fatar
Kat-ta rahega ye safar
Kat-ta rahega ye safar
Badhta rahega ye karwa
Aye sarba aye sarba
Aye jane ja aye jane ja

Badh kar na thahre fir kadam
Ye sokh ka dashtur hai
Ye sokh ka dashtur hai
Teri mohabbat ke liye
Sab kuch mujhe manjur hai
Sab kuch mujhe manjur hai
Le chal mujhe chahe jaha
Aye sarba aye sarba
Aye sarba aye sarba
Aye jane ja aye jane ja
Aye jane ja aye jane ja
Aye sarba aye sarba
Aye sarba aye sarba.

Aye Sarban Aye Sarban Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download