Baakad Bam Bam Baaje Lyrics - Lata Mangeshkar

Baakad Bam Bam Baaje lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kath Putli (1957). The music of Baakad Bam Bam Baaje Playful track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Ho baakad bam bam bam
Bam baaje damaroo
Baaje damaroo naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Baakad bam bam bam
Bam baaje damaroo
Baaje damaroo naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Ho baakad bam bam
Bam bam baaje damaroo
Baaje damaroo naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Baakad bam bam bam

bharatlyrics.com

Aasmaan pe aaj dekho
Saat rang chhaaye
Apne dil mein aag leke
Baadal kaare aaye
Aasmaan pe aaj dekho
Saat rang chhaaye
Apne dil mein aag leke
Baadal kaare aaye
Baadal garje megh barse chahun
Aar saawan lehraaye
Ho saawan lehraaye
Naach re mayur
Jhanjhana ke ghungroo
Baakad bam bam bam bam
Baaje damaroo baaje damaroo
Naach re mayur
Jhanjhana ke ghungroo
Ho baakad bam bam
Bam bam baaje damaroo
Baaje damaroo naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Baakad bam bam bam

Mach raha hai daar daar
Panchhiyon ka shor
Aa gayi hai pyaar leke
Ab suhaani bhor
Mach raha hai daar
Daar panchhiyon ka shor
Aa gayi hai pyaar leke
Ab suhaani bhor
Bhanwara jhoome phool
Choome baandhe preet ki dor
Ho preet ki dor naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Baakad bam bam bam
Bam baaje damaroo
Baaje damaroo naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Ho baakad bam bam bam
Bam baaje damaroo
Baaje damaroo naach re
Mayur jhanjhana ke ghungroo
Baakad bam bam bam.

Baakad Bam Bam Baaje Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download