Baba Man Ki Aankhein Khol Lyrics - Kundan Lal Saigal

Baba Man Ki Aankhein Khol lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Dhoop Chhaon (1935). Baba Man Ki Aankhein Khol Philosophical soundtrack was composed by Rai Chand Boral with lyrics written by Pandit Sudarshan.

Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol

Duniya kya hai ek tamaasha
Chaar dinon ki jhoothi aasha
Duniya kya hai ek tamaasha
Chaar dinon ki jhoothi aasha
Pal mein tola pal mein maasha
Pal mein tola pal mein maasha
Gyaan tarazu leke hath mea
Tol sake to tol
Gyaan tarazu leke hath mea
Tol sake to tol
Baba man ki aankhein khol

bharatlyrics.com

Gala kitna pyaara hai
Itna acha gaana kabhi suna hai
Kaisi dard bhari aawaaz hai

Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ke sab hain sansaari
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ke sab hain sansaari
Jag mein tera wo hitkaari
Jag mein tera wo hitkaari
Tan man ka sab zor lagaakar
Naam hari ka bol
Tan man ka sab zor lagaakar
Naam hari ka bol
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol.

Baba Man Ki Aankhein Khol Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download