Bach Ke Kahan Jaoge Lyrics - Lata Mangeshkar

Bach Ke Kahan Jaoge lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kahani Hum Sab Ki (1973). Bach Ke Kahan Jaoge Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Dwarkanath, Verma Malik.

Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Dil se dil jodenge
Tujhko na chhodenge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Ho kab tak yu tarsaoge
Dil mera tadpaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge

Bewafa bemurabbat bekadar beiman
Chhodo kyu bahane karte ho
Kis liye humse darte ho
Kis liye humse darte ho
Humko pata hai tori chori
Tum thandi aahe bharte ho
Tum thandi aahe bharte ho
Chhodo sharmana yu ghabrana
Dekho jaane jana dhokha dene jaoge
To khud bhi dhokha khaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge

bharatlyrics.com

Dillagi dillagi mein nahi dillago
Kaise bhi fasana banta hai
Aisa bhi bahana banta hai
Aisa bhi bahana banta hai
Teer chalane wala to
Khud bhi nishana banta hai
Khud bhi nishana banta hai
Shola bhadkake dil dhadkake
Jate kahan ho raja
Tumne aag lagai hai
Tum bhi to jal jaoge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Dil se dil jodenge
Tujhko na chhodenge
Bach ke kahan jaoge
Khiche huye chale aaoge
Bach ke kahan jaoge.

Bach Ke Kahan Jaoge Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download