Badnam Mere Pyar Ka Lyrics - Anup Jalota

Badnam Mere Pyar Ka lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Life Story (2007). Badnam Mere Pyar Ka Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain
Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain

Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda
Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda
Ab na thaa kabhi to koi begana hua hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain
Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain

Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din
Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din
Dil aap ke hote huye virana hua hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain
Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain

Bajhate hain khayalo mein
Teri yaad ke ghungaru
Bajhate hain khayalo mein
Teri yaad ke ghungaru
Kuchh din se mera ghar bhi
Parikhana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain
Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain

bharatlyrics.com

Mausam ne banaya hain
Nigahon ko sharaabi
Mausam ne banaya hain
Nigahon ko sharaabi
Jis phool ko dekhun wahin
Paimana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain
Badnam mere pyar ka
Afsana huaa hain
Deewane bhi kehate hain ke
Deewana huaa hain.

Badnam Mere Pyar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download