Bahar Aane Ko Hai Ab Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Bahar Aane Ko Hai Ab lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Sultan-E-Alam (1956). Bahar Aane Ko Hai Ab Playful soundtrack was composed by Mohinder Singh Sarna with lyrics written by Tanvir Naqvi.

Bahar aane ko hai ab
Rang badlega jamane ka
Ke maine khwab dekha hai
Tapas me aashiyane ka
Girengi bijliya jab tak
Jalenge aashiya tab tak
Meri takdir ka malik
Rahega aasma tab tak
Girengi bijliya jab tak
Jalenge aashiya tab tak

Kaha tak julm dhayega
Kaha tak julm dhayega
Hasi gum ki udayega
Hasi gum ki udayega
Teri magruriya kab tak
Meri majburiya kab tak
Firengi bijliya kab tak
Jalenge aashiya kab tak

Jala kar aashiya mera
Jala kar aashiya mera
Mita ta hai nisha mera
Mita ta hai nisha mera
Tera namo nishan kab tak rahegi
Girengi bijliya jab tak
Jalenge aashiya tab tak

bharatlyrics.com

Pighal jayengi janjire
Pighal jayengi janjire
Badal jayengi takdire
Badal jayengi takdire
Na badlega jaha kab tak
Sitam ki dasta tab tak
Girengi bijliya jab tak
Jalenge aashiya tab tak
Meri takdir ka malik
Rahega aasma tab tak
Girengi bijliya jab tak
Jalenge aashiya tab tak.

Bahar Aane Ko Hai Ab Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download