Baharon Ki Baraat Aa Gayi Lyrics - Mohammed Rafi

Baharon Ki Baraat Aa Gayi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Yakeen (1969). Baharon Ki Baraat Aa Gayi Happy soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Baharon ki baraat aa gayi
Khushi ko le kar sath aa gayi
Suno to mere dil suno to meri jaan
Hotho pe dil ki baat aa gayi

Baharon ki baraat aa gayi
Khushi ko le kar sath aa gayi
Suno to mere dil suno to meri jaan
Hotho pe dil ki baat aa gayi
Baharon ki baraat

Mujhse dekho na sharamana tum
Meri baho me kho jana tum
Mujhse dekho na sharamana tum
Meri baho me kho jana tum
Intjaar ki had ho chuki
Aur jayada na tarsana na tum
Aur jayada na tarsana na tum
Tum tum tum

Baharon ki baraat aa gayi
Khushi ko le kar sath aa gayi
Suno to mere dil suno to meri jaan
Hotho pe dil ki baat aa gayi
Baharon ki baraat

bharatlyrics.com

Honge muththi me dono jaha
Jis dhadi me unhe paunga
Honge muththi me dono jahah
Jis dhadi me unhe paunga
Chand suraj ke dole me fir
Apne ghar par unhe launga
Apne ghar par unhe launga

Baharon ki barat aa gayi
Khushi ko le kar sath aa gayi
Suno to mere dil suno to meri jaan
Hotho pe dil ki baat aa gayi
Baharon ki baraat

Baharon ki barat aa gayi
Khushi ko le kar sath aa gayi
Suno to mere dil suno to meri jaan
Hotho pe dil ki baat aa gayi
Baharon ki baraat.

Baharon Ki Baraat Aa Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download