Bahot Yaad Aata Hain Lyrics - Shabbir Kumar

Bahot Yaad Aata Hain lyrics, the song is sung by Shabbir Kumar from Teesra Kinara (1986). Bahot Yaad Aata Hain Sad soundtrack was composed by Jagdish Khanna, Uttam Singh with lyrics written by Anjaan.

Safar ye sanso ka
Tanha gujar gaya hota
Na jane kis kadam pe
Dum taher gaya hota
Agar milta na sahara
Kisi ki chahat ka
Main na jane kab ka
Tutkar bikhar gaya hota

Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Koi naam koi naam koi naam
Bahot yaad aata hain
Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Koi naam koi naam koi naam
Bahot yaad aata hain

bharatlyrics.com

Mere sabhi tarane
Meri sari shayari
Mere sabhi tarane
Meri sari shayari
Mere pas hai amante
Ye uske pyar ki
Wo yaar jisne meri kismat savar di
Wohi naam wohi naam wohi naam
Bahot yaad aata hain
Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Koi naam koi naam koi naam
Bahot yaad aata hain

Sanso ke sath meri
Din raat wo chale
Sanso ke sath meri
Din raat wo chale
Jab tak kahi na mujhko
Uski jhalak mile
Meri subha na aaye
Meri sham na dhale
Wohi naam wohi naam wohi naam
Bahot yaad aata hain
Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Koi naam koi naam koi naam
Bahot yaad aata hain
Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Har subha bahot yaad aata hain
Har sham bahot yaad aata hain
Har subha.

Bahot Yaad Aata Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download