Baithe Hai Tere Dar Par Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Baithe Hai Tere Dar Par lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Sona Chandi (1946). Baithe Hai Tere Dar Par Playful soundtrack was composed by Tufail Faruqui with lyrics written by Wali Sahab.

Baithe hai tere dar
Par kuch karke uthenge
Kali si uthayegi ya
Hum marke uthenge
Ya hum marke uthenge
Ya hum marke uthenge

bharatlyrics.com

Didi wo majnu aaye hai
Kahdo hum ghar pe nahi hai
Wo kahte hai hum
Ghar pe nahi hai

Teri diwar pe
Teri diwar pe hasrat ki
Nazar karte hai
Teri diwar pe hasrat ki
Nazar karte hai
Khush raho ahle watan
Hum to safar karte hai
Khush raho ahle watan
Hum to safar karte hai

Tumhe kya ho gaya pyare
Tumhe kya ho gaya pyare
Dil ki raftar bala ho gaya
Dil ki raftar bala ho gaya
Baithe bithlaye kya
Ho gaya i am sorry
Baithe bithlaye kya
Ho gaya i am sorry
Maine to aankh
Micholi kari thi
Lekin kham kha
Mujhpe fida ho gaya
Hum aapse pyaar
Ho gaya i am sorry
Hum aapse pyaar
Ho gaya i am sorry

Teri nazaro ne kiya
Mujhpe yu kala jadu
Aadmi se tu gadha ho gaya
Aadmi se tu gadha
Ho gaya i am sorry
Aadmi se tu gadha
Ho gaya i am sorry
Kaisi tu hatake piya
Ho gaya i am sorry
Kaisi tu hatake piya
Ho gaya i am sorry
Kaisi tu hatake piya
Ho gaya i am sorry.

Baithe Hai Tere Dar Par Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download