Baje Nagade Kaal Ke Lyrics - Mohammed Rafi

Baje Nagade Kaal Ke lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Waman Avtar (1955). Baje Nagade Kaal Ke Marriage soundtrack was composed by Avinash Vyas with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Digne waal hai tera singhasan
Rakhna raja sambhal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Digne waal hai tera singhasan
Rakhna raja sambhal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke

Teri kya hasti hai ghamndi
Tera bal hai nakli
Sabhi takato ke upar
Jo takat ho wo asli
Amber me sar garaj rahe
Tere vinash ki tal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Digne waal hai tera singhasan
Rakhna raja sambhal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke

Savdhan ab pran
Bacahne ki kar le taiyari
Tujhe bhasam karen
Ko lapki aaj ek chingari
Kyu leta hai mot ko
Sar pe apne aap uthalke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Digne waal hai tera singhasan
Rakhna raja sambhal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke

bharatlyrics.com

Aaj dikha mat shan ki
Ghadiya ye tufan ki
Tere samne aaj khulegi
Jholi svaym bhagwan ki
Kai bukh ban gaye
Bikhari bikhsha isme dal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Digne waal hai tera singhasan
Rakhna raja sambhal ke

Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke
Baje nagade kaal ke
Uthe kadam bhunchal ke.

Baje Nagade Kaal Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download