Balle Balle Jawaani Bal Khaaye Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Balle Balle Jawaani Bal Khaaye lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Phool Aur Kaante (1948). Balle Balle Jawaani Bal Khaaye Playful soundtrack was composed by Dada Chandekar with lyrics written by Vishwamitra Adil.

Balle balle balle balle
Jawaani bal khaaye
Balle balle balle balle
Jawaani lehraaye
Balle balle balle balle
Jawaani bal khaaye
Balle balle balle balle
Jawaani lehraaye balle balle

Din raat chhupaayen gharwaale
Din raat chhupaayen gharwaale
Darwaazon par daalen taale
Darwaazon par daalen taale
Phir bhi na jawaani baaz aaye balle balle
Phir bhi na jawaani baaz aaye balle balle
Balle balle jawaani balkhaaye balle balle
Balle balle jawaani lehraaye

bharatlyrics.com

Koi laakh badhaaye ghoonghat ko
Koi laakh badhaaye ghoonghat ko
Dil kaanpe dil kaanpe sun kar aahat ko
Dil kaanpe dil kaanpe sun kar aahat ko
Chupke se jawaani dass jaaye balle balle
Chupke se jawaani dass jaaye balle balle
Balle balle jawaani bal khaaye balle balle
Balle balle jawaani lehraaye

De taane apne begaane
De taane apne begaane
Wo dil ki wo dil ki baaten kya jaanen
Wo dil ki wo dil ki baaten kya jaanen
Jalti agni ko bhadkaaye balle balle
Jalti agni ko bhadkaaye balle balle
Balle balle jawaani bal khaaye balle balle
O balle balle jawaani lehraaye.

Balle Balle Jawaani Bal Khaaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download