Band Aankh Se Dekh Tamaasha Duniya Ka Lyrics - Amit Kumar, Kishore Kumar

Band Aankh Se Dekh Tamaasha Duniya Ka lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Kishore Kumar from Parvarish (1977). The music of Band Aankh Se Dekh Tamaasha Duniya Ka Sad, Sensual track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Khuli najar kya khel
Dikhega duniya ka
Band aankh se dekh
Tamaasha duniya ka
Gaao bachcho tum
Bhi mere saath gaao

Khuli najar kya khel
Dikhega duniya ka
Band aankh se dekh
Tamaasha duniya ka
Aamir tum bhi gaao
Khuli najar kya khel
Dikhega duniya ka bachcho
Band aankh se dekh
Tamaasha duniya ka

Aaj ke insaano ki
Basti jo duniya kehlaaye
Aaj ke insaano ki
Basti jo duniya kehlaaye
Na dekhe so chain se
Baithe dekhe so pachhataaye
Aisa hai kuchh aaj
Najaara duniya ka
Band aankh se dekh
Tanaasha duniya ka

bharatlyrics.com

Koyi na isako dekh raha hai
Isako pata jab chalata hai
Koyi na isako dekh raha hai
Isako pata jab chalata hai
Bhaai mere tab jagwaalo
Ka asali roop nikalata hai
Pal mein badal jaata hai
Naksha duniya ka
Band aankh se dekh
Tanaasha duniya ka
Khuli najar kya khel
Dikhega duniya ka
Band aankh se dekh
Tamaasha duniya ka
Khuli najar kya khel
Dikhega duniya ka
Band aankh se dekh
Tamaasha duniya ka.

Band Aankh Se Dekh Tamaasha Duniya Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download