Bane Bade Raja Lyrics - Asha Bhosle

Bane Bade Raja lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Abhinetri (1970). Bane Bade Raja Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Payal wali ruk nahi
main hoon bahut nakhrur
Murakh hai jo chal
Pade apne hath se dur
Kaise ruke jo chal padi
Tumhari lagan mein chur
Pyar ki koi had nahi
Aye sarkar huzoor
Mujh par tere rup
Ka jadu hai bekar
Kam hai tera nachna
Nach bhare darbar
Jis pal ghungru bandh
Ke nachega mera pyar
Rajan rakh doge mere
Pag mein taj utar

O bane bade raja kisko
Kahe mohabbbat
Ye tum kya jano
Bane bade raja kisko
Kahe mohabbbat
Ye tum kya jano
Bane bade raja
Ho raja ho raja
Bane bade raja kisko
Kahe mohabbbat
Ye tum kya jano
Bane bade raja

bharatlyrics.com

Hotho pe dil ki adhi adhi bate
Hotho pe dil ki adhi adhi bate
Kya samjho tum
Ye sidhi sadhi bate
Chahat wale kisi ki
Virah me kyu rote hai
Bhare bhare nain kaise
Hote hai ye tum kya jano
Bane bade raja kisko
Kahe mohabbbat
Ye tum kya jano
Bane bade raja

Ham dil ki khatir
Kaho to lut jaye
Ham dil ki khatir
Kaho to lut jaye
Par tumhari dolat
Kadam se thukraye
Heere moti pahan
Ke baithe ho dilwalo mein
Fika fika nasha liye pyalo mein
Aye tum kya jano
Bane bade raja
Bane bade raja kisko
Kahe mohabbbat
Ye tum kya jano
Bane bade raja
Ho raja ho raja
Bane bade raja kisko
Kahe mohabbbat
Ye tum kya jano
Bane bade raja.

Bane Bade Raja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download