Banke Gulgule Jal Lyrics - Kishore Kumar

Banke Gulgule Jal lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Apna Haath Jagannath (1960). Banke Gulgule Jal Masti soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Kaifi Azmi.

Banke gulgule
Jal ke bulbule
Banke gulgule
Jal ke bulbule
Yar chulbule
Sun re pagle
Bole re baar baar
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole

Soda sabun ritha
Pani mithamitha
Inke unke kapde
Dhokar sabko bana de chaila
Humne pap chipaye
Dag sab ke mitaye
Humse sar idunia
Ujali hami ko
Samjhe maila
Banke gulgule
Jal ke bulbule
Yar chulbule sun re pagle
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole

Are bana naba are
Baba nana baba nana baba
Resam ho ya khadi
Kab tak lade ladi
Subah ka maila
Aadchal dhokar
Kirno par failaye
Dunia ka gum kacha
Apna loha sacha
Fer ke kundli sham se loha
Sham ko bhi chamkaye
Banke gulgule
Jal ke bulbule
Yar chulbule
Sun re pagle
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole

Gori gori dhoban miya
Ode re odaniya
Pahne re nathaniya
Banke dulahaniya
Chhup ke isare
Kare chhup ke
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole

bharatlyrics.com

Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole
Dhole tu aaj apne
Dil ke sab dag dhole.

Banke Gulgule Jal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download