Barbaad Kar Daala Mujhe Lyrics - Sunanda Kamath

Barbaad Kar Daala Mujhe lyrics, the song is sung by Sunanda Kamath from Deewani (1947). The music of Barbaad Kar Daala Mujhe Playful track is composed by Gyan Dutt while the lyrics are penned by Shams Azimabadi.

Barbaad kar daala mujhe
Barbaad kar daala
Ghulaabi ne ghulaabi ne
Ghulaabi ne
Badnaam kar daala mujhe
Badnaam kar daala
Sharaabi ne sharaabi ne
Sharaabi ne

Na main peeta
Na gham hota
Na ye ruswaayiyaan hotin
Na main peeta
Na gham hota
Na ye ruswaayiyaan hotin
Teri khaatir zamaane mein na
Ye badnaamiyaan hoti
Teri khaatir zamaane mein na
Ye badnaamiyaan hoti

Main khud pachhtaa rahi hoon
Daal kar naadaan se paala
Main khud pachhtaa rahi hoon
Daal kar naadaan se paala
Mujhe badnaam kar daala
Mujhe badnaam kar daala
Sharaabi ne sharaabi ne
Sharaabi ne
Barbaad kar daala mujhe
Barbaad kar daala
Ghulaabi ne ghulaabi ne
Ghulaabi ne

Tera maara hua hamne
Kabhi bachta nahin dekha
Magar maine shareefon ko
Behakta bhi nahin dekha
Tujhe peekar koi deewaana
Jab masti mein aata hai
Kahaan hai kaun hai
Kiske liye hai bhool jaata hai
Mujhe peekar hi insaan aata hai
Meri masti hi main har aadmi
Pehchaana jaata hai

bharatlyrics.com

Meri khoobi ko bas pehchaan
Sakta hai nazar waala
Meri khoobi ko bas pehchaan
Sakta hai nazar waala
Mujhe badnaam kar daala
Mujhe badnaam kar daala
Sharaabi ne sharaabi ne
Sharaabi ne
Barbaad kar daala
Mujhe barbaad kar daala
Ghulaabi ne ghulaabi ne
Ghulaabi ne.

Barbaad Kar Daala Mujhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download