Barhaan Dil Mein Ek Sawaal Aaya Lyrics - Krishnakumar Kunnath (K.K)

Barhaan Dil Mein Ek Sawaal Aaya lyrics, the song is sung by Krishnakumar Kunnath (K.K) from Mr. Singh/Mrs. Mehta (2010). Barhaan Dil Mein Ek Sawaal Aaya Happy soundtrack was composed by Shujaat Husain Khan with lyrics written by Amitabh Verma.

Barhaan dil mein ek sawaal aaya
Barhaan dil mein ek sawaal aaya
Aaj socha to yeh khayal aaya
Barhaan dil mein ek sawaal aaya
Aaj socha to yeh khayal aaya
Do kadam sath bas chale tum hum
Humsafar to na the kabhi tum hum
Barhaan dil mein ek sawaal aaya

bharatlyrics.com

Teri baato pe musakraye aakhe
Teri khushabu se gungunaye saase
Mere iss dil ko hai bas ek hi gam
Humsafar to na the kabhi tum hum
Barhaan dil mein ek sawaal aaya
Aaj socha to yeh khayal aaya
Do kadam sath bas chale tum hum
Humsafar to na the kabhi tum hum
Barhaan dil mein ek sawaal aaya

Aaj phir teri yaad aayi hai
Paas mere meri tanhai hai
Chalo achha hai tute sare bharam
Humsafar to na the kabhi tum hum
Barhaan dil mein ek sawaal aaya
Aaj socha to yeh khayal aaya
Do kadam sath bas chale tum hum
Humsafar to na the kabhi tum hum
Barhaan dil mein ek sawaal aaya.

Barhaan Dil Mein Ek Sawaal Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download