Bataon Tumhen Pyar Lyrics - Asha Bhosle, Nitin Mukesh Chand Mathur

Bataon Tumhen Pyar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Nitin Mukesh Chand Mathur from Santosh (1989). The music of Bataon Tumhen Pyar Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Santosh Anand.

Ye aankho se aankho ka milna hain kya
Bina bole hotho ka hilna hain kya
Mujhe inka matlab to samjhaiye
Khayalo mein phoolo ka khilna hain kya
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Mujhe ghut ke marne ki aadat nahi
Batao tumhe

bharatlyrics.com

Batao tumhe pyar kaise karu
Batao tumhe pyar kaise karu
Mujhe pyar karne ki aadat nahi
Main jaisa bhi hu ha jaisa bhi hu
Samne hu khada
Mujhe kuch chhupane ki aadat nahi
Batao tumhe pyar kaise karu
Mujhe pyar karne ki aadat nahi

Ye aankho se aankho ka milna hain kya
Ye aankho se aankho ka milna hain kya
Bina bole hotho ka hilna hain kya
Mujhe inka matlab to samjhaiye
Khayalo mein phoolo ka khilna hain kya
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Na yu chup raho mujhko aawaz do
Mujhe ghut ke marne ki aadat nahi

Mujhe itni fursat mili hain kaha
Mujhe itni fursat mili hain kaha
Jo padta tumhare nayan ki gazal
Mujhe aaj lagta hai sach maan lo
Ye chehara nahi hai gulabi kamal
Ye dil kaise chori kiya jayega
Ye dil kaise chori kiya jayega
Mujhe dil churane ki aadat nahi

Mujhe kuch huya hain pata hain tumhe
Badi nam hawa hain pata hain tumhe
Badan jal raha hain rago mein magar
Lahu zam gaya hain pata hain tumhe
Lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar
Lo sar jhuk gaya hai tumhe kya khabar
Mujhe sar jhukane ki aadat nahi
Main jaisa bhi hoon ha jaisa bhi hoon
Samne hu khada
Mujhe kuch chhupane ki aadat nahi
Batao tumhe pyar kaise karu
Mujhe pyar karne ki aadat nahi.

Bataon Tumhen Pyar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download