Bedard Zamana Kya Jaane lyrics, the song is sung by Prempal from Guru Dakshina (1950). The music of Bedard Zamana Kya Jaane Sad track is composed by Lachhiram Tamar while the lyrics are penned by .
English
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Wo paas the lekin dur huye
Wo paas the lekin dur huye
Aashao ke darpan chur huye
bharatlyrics.com
Ab huk jigar mein uthti hai
Aur nain hamare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Majhdar khiwaiya chod gaya
Jiwan ka sahara tod gaya
Jiwan ka sahara tod gaya
Umid thi naiya dub gayi
Hum baith kinare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai.
Bedard Zamana Kya Jaane Lyrics PDF Download
FAQs
The song Bedard Zamana Kya Jaane is from the Guru Dakshina (1950).
The song Bedard Zamana Kya Jaane was sung by Prempal.
The music for Bedard Zamana Kya Jaane was composed by Lachhiram Tamar.
The music director for Bedard Zamana Kya Jaane is Lachhiram Tamar.
The song Bedard Zamana Kya Jaane was released under the Saregama.
The genre of the song Bedard Zamana Kya Jaane is Sad.