Seene Mein Dil Lyrics - Ira Nigam

Seene Mein Dil lyrics, the song is sung by Ira Nigam from Guru Dakshina (1950). Seene Mein Dil Sad soundtrack was composed by Lachhiram Tamar with lyrics written by .

Seene mein dil tadap kar
Fariyad kar raha hai
Ek bewafa ke wado ko
Yaad kar raha hai

bharatlyrics.com

Bechain hai umange
Armaan ro rahe hai
Bechain hai umange
Armaan ro rahe hai
Dil ki dawa thi aankhe
Saman kho rahe hai
Dil ki dawa thi aankhe
Saman kho rahe hai
Aabad karne wala
Barbad kar raha hai
Aabad karne wala
Barbad kar raha hai

Seene mein dil tadap kar
Fariyad kar raha hai
Ek bewafa ke wado ko
Yaad kar raha hai

Apna bana ke gam ko
Gairo se kaun basale
Apna bana ke gam ko
Gairo se kaun basale
Saiyad ne nirali
Tarze sitam nikali
Saiyad ne nirali
Tarze sitam nikali
Par kat kar hamare
Aazad kar raha hai
Par kat kare hamare
Aazad kar raha hai
Seene mein dil tadap kar
Fariyad kar raha hai
Ek bewafa ke wado ko
Yaad kar raha hai.

Seene Mein Dil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download