Bewafa Bawafa Nahin Hota Lyrics - Roop Kumar Rathod

Bewafa Bawafa Nahin Hota lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod from Parwaz (1986). The music of Bewafa Bawafa Nahin Hota Ghazal track is composed by Roop Kumar Rathod while the lyrics are penned by .

Aaina bhi unpe kurbaan ho gaya
Aaina bhi unpe kurbaan ho gaya
Lo ek dushman aur bhi
Paida ho gaya
Aaine ka munh bhi
Hairat se khula reh jayega
Aaine ka munh bhi
Hairat se khula reh jayega
Jobhi dekhega tujhe
Woh dekhta hi reh jaayega
Ek din aisa bhi hoga
Intazaar yaar mein

Kisi ke intazaar mein
Kyaa ho sakta hain
Ek din aisa bhi hoga
Intazaar yaar mein
Ke neend aa jaayegi
Darwaza khula reh jaayega

Bewafa bawafa nahinn hota
Bewafa bawafa nahinn hota
Bewafa bawafa nahinn hota
Khatm ye faasla nahin hota
Bewafa bawafa nahinn hota

Kuchh to majbooriyan rahi hogi
Kuchh to majbooriyan rahi hogi
Yun koi bewafa nahin hota
Yun koi bewafa nahin hota
Khatm ye faasla nahin hota

Jee bahot chahta hain sach bole
Jee bahot chahta hain sach bole
Kya karein hosla nahin hota
Kya karein hosla nahin hota
Khatm ye faasla nahin hota

Jyada pee kar bahek ne lagte hain
Jyada pee kar bahek ne lagte hain
Kam peeye to nasha nahin hota
Kam peeye to nasha nahin hota
Khatm ye faasla nahin hota

bharatlyrics.com

Raat ka intazaar koan kare
Raat ka intazaar koan kare
Aaj kal..aaj kal..
Aaj kal din mein kya nahin hota
Aaj kal din mein kya nahin hota
Khatm ye faasla nahin hota
Bewafa bawafa nahinn hota
Bewafa bawafa nahinn hota.

Bewafa Bawafa Nahin Hota Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download