Bhagya Ki Maari Lyrics - Mohammed Rafi

Bhagya Ki Maari lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Seetaram Radheshyam (1973). Bhagya Ki Maari Sad soundtrack was composed by Narayan Dutt with lyrics written by Madan Bharati.

bharatlyrics.com

Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se

Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se

Ghan garze aandhi paani le
Sujhe raah na madhuban ki
Ghan garze aandhi paani le
Sujhe raah na madhuban ki
Milan ki dhun mein bawari radha
Baat nihare mohan ki

Kitne sawan gaye suhawan
Beete kitne madhur wasant
Gokul ne gopal na aaye
Hua nahi virha ka ant
Kitne sawan gaye suhawan
Baate kitne madhur wasant
Gokul ne gopal na aaye
Hua nahi virha ka ant
Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se
Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se
Bhagya ki maari radhe rani.

Bhagya Ki Maari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download