Bhajan Ke Din Do Char Lyrics - Lalita Deulkar

Bhajan Ke Din Do Char lyrics, the song is sung by Lalita Deulkar from Bhakta Dhruva (1947). Bhajan Ke Din Do Char Devotion soundtrack was composed by Shankar Rao Vyas with lyrics written by Moti B. A., Pandit Indra Chandra.

Bhajan ke din do char
Prani bhajan ke din do char
Bhajan ke din do char
Prani bhajan ke din do char
Janam maran tu sudhar re
Janam maran tu sudhar re
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char

Wani se har nam le
Wani se har nam le
Hatho se tu dan se
Hatho se tu dan se
Kano se sun mahima parbhu ki
Kano se sun mahima
Naino se rup nihar re
Naino se rup nihar re
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char

bharatlyrics.com

Koi rota hai koi gata hai
Koi rota hai koi gata hai
Koi jata hai koi aata hai
Koi jata hai koi aata hai
Aawa gaman mitane ko tu
Aawa gaman mitane
Tu nishdin parbhu pukar re
Tu nishdin parbhu pukar
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char

Duj ka baka chandar bhaya
Duj ka baka chandar bhaya
Badh kar puran chandar hua
Badh kar puran chandar hua
Kali phul hokar yu boli
Kali phul hokar yu boli
Ghan ghan ghan sarjan har re
Ghan ghan ghan sarjan har re
Bhajan ke din do char re
Bhajan ke din do char
Bhajan ke din do char prani
Bhajan ke din do char
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Narayan narayan
Narayan narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan
Jai narayan har narayan.

Bhajan Ke Din Do Char Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download