Bhari Mehfil Mein Ishare Lyrics - Asha Bhosle

Bhari Mehfil Mein Ishare lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Us Raat Ke Baad (1970). The music of Bhari Mehfil Mein Ishare Mujra track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Bhari mehfil mein
Ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Tere gale se lag ke
Akeli raat jawan ho gayi
Tere labo ko chhu ke
Laga ki baat jawan ho gayi
Labo ke nigahon se sunya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Bhari mehfil mein ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey

Koi na dekhe dil iraade
Kore kaware hotho ke wade
Koi na dekhe dil iraade
Kore kaware hotho ke wade
Kaap rahi hai husn ke aage
Koi to uski shama bhujha de
Bujh ke shma kabhi
Dil bhi jalaya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Bhari mehfil mein
Ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey

bharatlyrics.com

Aur sunehari hone lagi hai
Parchhiya jaam ki
Aise mein koi kaise guzare
Tanhaiya shaam ki
Dabi palko se fasano
Ko chhupaya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey
Bhari mehfil mein
Ishare se bulya kijey
Nazar pe nazar rakh ke
Aankh milaya kijey.

Bhari Mehfil Mein Ishare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download