Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics - Lata Mangeshkar

Bharosa Kar Liya Jis Par lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Prabhat (1973). Bharosa Kar Liya Jis Par Mujra soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.

Bharosa kar liya jis par
Bharosa kar liya jis par
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi manzil dikhakar
Kabhi manzil dikhakar
Roshani ne humko luta hai
Roshani ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

bharatlyrics.com

Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Sitam is baat ka hai
Sitam is baat ka hai
Zindagi ne humko luta hai
Zindagi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Tumhare sahar ki ha aa
Tumhare sahar ki
Ek ek gali ne humko luta hai
Har gali ne humko luta hai
Bharosa kar liya jis par
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai.

Bharosa Kar Liya Jis Par Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download