Bhool Jana Tha To Phir Lyrics - Anup Jalota

Bhool Jana Tha To Phir lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Farmaish (1984). Bhool Jana Tha To Phir Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Maine puchha thaa ek sitaren se
Maine puchha thaa ek sitaren se
Imtihaan bhi safar ki hain koi
Sun ke mere sawaal ko sabnam
Raat bhar fut futkar royi
Bhool jana tha to phir

Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha
Tumne ulfat ka yakeen
Mujhko dilaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha
Tumne ulfat ka yakeen
Mujhko dilaya kyun tha
Bhool jana tha

Ek bhatke hue raahi ko
Sahara dekar
Ek bhatke hue raahi ko
Sahara dekar
Juti manzil ka
Juti manzil ka nishan
Tumne dikhaya kyun thaa
Juti manzil ka nishan
Tumne dikhaya kyun thaa
Tumne ulfat ka yakeen
Mujhko dilaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha

Khud hi tufaan uthana thaa
Mohabbat mein agar
Khud hi tufaan uthana thaa
Mohabbat mein agar
Dubne se dubne se dubne se
Dubne se meri kashti ko
Bachaya kyun thaa
Dubne se meri kashti ko
Bachaya kyun thaa
Tumne ulfat ka yakeen
Mujhko dilaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha

bharatlyrics.com

Jiski taabir..jiski taabir..
Jiski taabir ab ashqo se
Shiva kuch bhi nahin
Jiski taabir ab ashqo se
Shiva kuch bhi nahin
Khwab aisa meri aankho ko
Dikhaya kyun tha
Khwab aisa meri aankho ko
Dikhaya kyun tha
Tumne ulfat ka yakeen
Mujhko dilaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha

Apne anjaam se
Apne anjaam se
Apne anjaam se
Ab kyun ho pasimaan saba
Apne anjaam se
Ab kyun ho pasimaan saba
Ek bedard se
Dil tumne lagaya kyun thaa
Ek bedard se
Dil tumne lagaya kyun thaa
Tumne ulfat ka yakeen
Mujhko dilaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha
Bhool jana tha to phir
Apna banaya kyun tha.

Bhool Jana Tha To Phir Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download