Bidaai Ki Phir Ghadi Aai Lyrics - Lata Mangeshkar

Bidaai Ki Phir Ghadi Aai Lyrics - Lata Mangeshkar

Bidaai Ki Phir Ghadi Aai Lyrics - Lata Mangeshkar

Bidaai Ki Phir Ghadi Aai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Bidaai (1974). The music of Bidaai Ki Phir Ghadi Aai Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Bidaai ki ghadi aayi
Mere bachcho kyun rote ho
Mere bachcho kyun rote ho

Hanso dukhi tum khun hote ho
Tum meri muskaan toh dekho
Jaaati maa ki shaan toh dekho

Mann mein koyi pyaas nahi hai,
Baaki koyi aas nahi hai
God mein jhulate tumako dekha,
Halake phulate tumako dekha

Bete bahuye pote dekhe,
Kaary safal sab hote dekhe
Mere karam huye sab puran,
Maa ke dharm huye sab puran

Maa mitti hai mamata dharati,
Maa ke sang mamata nahi marati
Tum tukade ho mere dil ke
Tum tukade ho mere dil ke
Is ghar mein rehana milake

bharatlyrics.com

Aaya jaaya karungi aangan
Banake main purwaayi
Aaya jaaya karungi aangan
Banake main purwaayi

Bidaai bidaai.

Bidaai Ki Phir Ghadi Aai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *