Birha Ki Aag Lagi More Man Mein Lyrics - Surendra Nath

Birha Ki Aag Lagi More Man Mein lyrics, the song is sung by Surendra Nath from Deccan Queen (1936). Birha Ki Aag Lagi More Man Mein Sad soundtrack was composed by Pransukh Nayak Gadgil with lyrics written by Zia Sarhadi.

Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein

bharatlyrics.com

Tujh bin ji kar shok manana
Tujh bin ji kar shok manana
Nish din jalna ashk bahana
Nish din jalna ashk bahana
Raat kate nain na lage
Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein

Chhayi badariya kari kari
Phool khila dari dari
Pyar ke bina pyar ki rate
Pyar ke bina pyar ki rate
Koyal kukat ban mein
Birha ki aag lagi
More man mein
Birha ki aag lagi
More man mein.

Birha Ki Aag Lagi More Man Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download