Chal Ree Amiran Bhai Chal Re Fakire lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Dilli Ka Thug (1958). The music of Chal Ree Amiran Bhai Chal Re Fakire Playful track is composed by while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).
He chal ri amiran, he chal re fakire
Chal ri amiran, lak dak dak pak
Chal re fakire jhibi chak jhibi chak
Dhire dhire bidi bidi bidi bidi bidi bidi bidi bidi
O bandariya o bandariya
Apne bandar se jhagadna hai bura
Ik zara si baat par aise bigadna hai bura
Arey tera yu nazar chura ke jana haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Arey tera yu nazar chura ke jana haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
bharatlyrics.com
Ruth ke kaha chali, o meri champa kali
Palat o palat, ai palat
Tera dhayan kidhar hai bai
Ruth ke kaha chali, o meri champa kali
Kab talak firunga main, iss tarah gali gali
Tere bina mere dil ki,
Dil mein rahi jaye haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Tera yu nazar chura ke jana haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Dil chura ke chal diye, wah kya kamal hai
Ai tussi ai tussi ai tussi great ho ji
Dil chura ke chal diye, vah kya kamal hai
Chor jaisi harkate, mor jaisi chal hai
Maal bhi churaye,
Aur aankh bhi dikhaye haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Tera yu nazar chura ke jana haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Berukhi se iss tarah, jate hain toh jayiye
Berukhi se iss tarah, jate hain toh jayiye
Hath na maliye janab, honth na chabaiye
Bekadar ho pyar kya hai,
Tum na samajh paye haye haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Tera yu nazar chura ke jana haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye
Tera yu nazar chura ke jana haye haye
Yu shuru hua hai yeh fasana haye haye.