Chanda Ki Sundarta Lyrics - Suman Kalyanpur

Chanda Ki Sundarta lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur from Hanuman Vijay (1974). Chanda Ki Sundarta Happy soundtrack was composed by Ajay, Vishwanath with lyrics written by Madan Bharati.

Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai
Sakhi kon hai vo
Kya naam hai
Kya nam ve
Mere jigar me jinka
Dham jinka dham
Ram hai unka naam
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai

bharatlyrics.com

Jis jogi ki bani jogan
Jag se vo nirala hai
Mathe jata danush
Kade mukhda bola bala hai
Haye daiya oye kisne tera
Haye daiya kisne
Tera luth liya aaram
Mere jigar me jinka
Dham jinka dham
Ram hai unka naam
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai

Jab se lagan lagi unse
Tan man nahi mera apna
Ang se mujhe lagayenge
Dekha sakhi yahi sapna
O gori chori o gori chori
Mere jigar me jinka
Dham jinka dham
Ram hai unka naam
Chanda ki sundrata
Chandan ki sheetalta
Phulo ki komalta
Mere sajan me hai.

Chanda Ki Sundarta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *