Chanda Mama Lyrics - Chinmayi Sripada

Chanda Mama lyrics, the song is sung by Chinmayi Sripada from Jhalki (2019). The music of Chanda Mama Kids, Sad track is composed by Sandesh Shandilya while the lyrics are penned by Jhankar.

Chanda Mama Lyrics

Aaj kal chanda mama baat hi nahi karte
Aaj kal chanda mama baat hi nahi karte
Aasmaan bita bharka reh gaya hai
Aasmaan bita bharka reh gaya hai
Gaaon ke taare yahan nazar nahi aate
Aaj kal chanda mama baat hi nahi karte

bharatlyrics.com

Didiya banai do sarbat
Khub sari daal ke chini
Lagi bahot pyas
Gala bahot sukha hai
Didiya banai do sarbat
Khub sari daal ke chini
Lagi bahot pyas
Gala bahot sukha hai
Aaj kal chanda mama baat hi nahi karte.

Chanda Mama Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download