Chehara Hai Chandni Ka Lyrics - Ashok Khosla

Chehara Hai Chandni Ka lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Khwab Tumhare (2005). Chehara Hai Chandni Ka Ghazal soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by .

Chehara hai chandni ka
Chehara hai chandni ka
Badan hain gulaab ka
Chehara hai chandni ka
Badan hain gulaab ka
Charcha hain har gali mein
Tumhare shabab ka
Chehara hai chandni ka
Badan hain gulaab ka
Charcha hain har gali mein
Tumhare shabab ka
Chehara hai chandni ka

Zaalim teri nazar hain
Qayamat teri adda
Zaalim teri nazar hain
Qayamat teri adda
Kaliya chatak uthe jo
Sun le teri sadda
Aankhon mein teri saara
Aankhon mein teri saara
Nasha hain sharaab ka
Charcha hain har gali mein
Tumhare shabab ka
Chehara hai chandni ka

bharatlyrics.com

Gaalo pe rang aankhon mein
Kaajal hai kis liye
Gaalo pe rang aankhon mein
Kaajal hai kis liye
Dhalka huaa ye zulf ka
Baadal hain kis liye
Kuchh to batae kyaa hai
Kuchh to batae kyaa hai
Iraada janaab ka
Charcha hain har gali mein
Tumhare shabab ka
Chehara hai chandni ka

Kitane haseen mile koi tumsa na mil saka
Kitane haseen mile koi tumsa na mil saka
Tumse bichhad ke humne koi naam kab likha
Sada varakh hain aaj bhi
Sada varakh hain aaj bhi dil ki kitaab ka
Charcha hain har gali mein tumhare shabab ka
Chehara hai chandni ka badan hain gulaab ka
Charcha hain har gali mein tumhare shabab ka
Chehara hai chandni ka.

Chehara Hai Chandni Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download