Chhayein Hain Kaale Megh Lyrics - Amirbai Karnataki

Chhayein Hain Kaale Megh lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Mazdoor (1945). The music of Chhayein Hain Kaale Megh Rain track is composed by H.P. Das while the lyrics are penned by Gopal Singh Nepali.

Chhayein hain kaale megh
Toh bauchhar bhi hogi
Chhayein hain kaale megh
Toh bauchhar bhi hogi
Kabhi toh apne baag mein
Bahaar bhi hogi
Kabhi toh apne baag mein
Bahaar bhi hogi
Chhayein hain kaale megh
Toh bauchhar bhi hogi

O rone waale
O rone waale raat mein
Tu sukoon jana
Aayega jahaan por mein
Hasne ka zamana
Kabhi khushi mein
Ye gali intazaar bhi hogi
Kabhi toh apne baag mein
Bahaar bhi hogi

Hum se bichhad ke
Saajana par khed gaye hai
Hum se bichhad ke
Saajana par khed gaye hai
Tumse bichhad ke
Aaj hum khamosh huye hai
Tumse bichhad ke
Aaj hum khamosh huye hai
Yun khamoshi baad
Ye bahaar bhi hogi
Kabhi toh apne
Baag mein bahaar bhi hogi

bharatlyrics.com

Roop ka phir lehraake paimaano
Jo sabka bada hai bada
Woh lamha sudharo
Jo sabka bada hai bada
Woh lamha sudharo
Majdhaar mein faila
Majdhaar mein faila
Naiyyan bhi hogi
Kabhi toh apne baag
Mein bahaar bhi hogi
Kabhi toh apne baag
Mein bahaar bhi hogi.

Chhayein Hain Kaale Megh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download