Chhoti Si Ye Zindgani Re Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Chhoti Si Ye Zindgani Re lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Aah (1953). Chhoti Si Ye Zindgani Re Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri

bharatlyrics.com

Sham hui ye desh birana
Tujhko apne balam ghar jana, sajan ghar jana
Sham hui ye desh birana
Tujhko apne balam ghar jana, sajan ghar jana
Raah me murakh mat lut jana, mat lut jana
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri

Babul ka ghar chhuta jaye
Ankhiyan ghor andhera chhaye, ji dil ghabraye
Babul ka ghar chhuta jaye
Ankhiyan ghor andhera chhaye, ji dil ghabraye
Aankh se tapke dil ka khazana, dil ka khazana
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri
Chhoti si ye zindgani re
Char din ki jawani teri
Hay re hay gham ki kahani teri.

Chhoti Si Ye Zindgani Re Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download