Chor Ke Ghar Chor Aa Gaye Lyrics - Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Chor Ke Ghar Chor Aa Gaye lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Chor Ke Ghar Chor (1978). Chor Ke Ghar Chor Aa Gaye Dance soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Verma Malik.

Dulhan bhi hai barati bhi hai
Arey dulhan bhi hai barati bhi hai
Dost bhi hai aur sathi bhai hai
O dulhe raja ha dulhe raja
Koi aur aa gaye
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye
Dulhan bhi hai barati bhi hai
Arey dost bhi hai aur sathi bhai hai
Par dulhe raja koi aur aa gaye
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye

Arey aisi khushi mili aaj hai
Le le maza meri baho me aa
Arey na tu sharma pyala utha
Khud bhi tu sabko pila
Masti me jhum le
Masti me jhum le pyale ko chum le
Nashe ke rang dekho chha gaye
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye

Nahle pe aisa dahla pada
Mehfil ki mehfil hi madhosh hai
Arey nahle pe aisa dahla pada
Mehfil ki mehfil hi madhosh hai
Are tum hosh me aur hum hosh me
Baki zamana behosh hai

bharatlyrics.com

Ho gai har teri ha ho gai har teri
Chali na hera pheri
Choro k amal chor kha gaye
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho
Chor ke ghar chor aa gaye
O dekho dekho
Chor ke ghar chor aa gaye.

Chor Ke Ghar Chor Aa Gaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *