Chori Chupke Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Chori Chupke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Bullet (1976). Chori Chupke Masti soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Choree choree chupake chupake
Tere mere bin iss kamare me aur kaun hai
Kisne bulaya bina puchhe chala aaya
Ise pakdo yeh chor kaun hai
Choree choree chupake chupake
Tere mere bin iss kamare me aur kaun hai
Kisne bulaya bina puchhe chala aaya
Ise pakdo yeh chor kaun hai
Ye kaha hai yaha hai kidhar hai
Upar hai niche hai kaha hai
Yaha hai yaha to koi bhi nahi hai
Choree choree chupake chupake
Tere mere bin iss kamare me aur kaun hai
Kisne bulaya bina puchhe chala aaya
Ise pakdo yeh chor kaun hai

bharatlyrics.com

O yeh khidaki khulee hai yeh toh band thee
Nahee mujhe taja hawa pasand thee
Yeh khidaki khulee hai yeh toh band thee
Nahee mujhe taja hawa pasand thee
Arey mujhse kaha hota mai rajamand thee
Sharmo haya kee divar buland thee
Achchha yeh sab chhodo par itna toh socho
Kee mai bhee chup tum bhee chup
Kisane machaya yeh shor kaun hai
Kaun hai, kaun hai bhayee yeh toh parda hai
Choree choree chupake chupake
Tere mere bin iss kamare me aur kaun hai
Kisne bulaya bina puchhe chala aaya
Ise pakdo yeh chor kaun hai

Dhadakan ko na chheda naa dil se hee khele
Kash aaj rat ham hote akele
Dhadakan ko na chheda naa dil se hee khele
Kash aaj rat ham hote akele
Hote jo akele toh kayamat ho jatee
Bad me hota par mohabbat ho jatee
Uff kya sitam hai bada besharm hai
Dekho phir aaya hame kar raha hai
Yeh bore kaun hai
Are kaun hai, kaun hai re
Yeh toh mai hu bhayee
O ho ho ho
Choree choree chupake chupake
Tere mere bin iss kamare me aur kaun hai
Kisne bulaya bina puchhe chala aaya
Ise pakdo yeh chor kaun hai
Ye kaha hai yaha hai kidhar hai
Upar hai niche hai kaha hai
Yaha hai yaha to koi bhi nahi hai.

Chori Chupke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download