Chura Ke Dil Ban Rahe Lyrics - Lata Mangeshkar

Chura Ke Dil Ban Rahe lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Chhote Nawab (1961). The music of Chura Ke Dil Ban Rahe Mujra track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Chura key dil ban rahe hain bhole  jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee
Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee

bharatlyrics.com

Abhee chand roj pehle pahali mulakat me
Kuchh kah rahe the hamse hath ley key hath me

Dal gaye jadu hay jadu bat bat me
Chura key dil ban rahe hain bhole  jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee
Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee

Aaj bhee surur chhaya kal bhee surur tha
Itna sa farq lekin kehne ko jarur tha

Kal pinewala maikade se dur dur tha
Chura key dil ban rahe hain bhole  jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee
Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee

Woh bhee ek raat pyari, yeh bhee ek raat hai
Aur hee thee bat tab aaj aur bat hai

Janey woh kaha hai, jo yaha hai aur sath hai
Chura key dil ban rahe hain bhole  jaise kuchh,haay jaise kuchh janate nahee
Are,koyee batao kee ham kare kya woh hamako pehchanate nahee.

Chura Ke Dil Ban Rahe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download