Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Howrah Bridge (1958). The music of Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye Dance track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye

Aao ji dance karle
Thoda romance karle
Raat hai thandi thandi
Dil main aag bhar le
Pehla nazara hua
Ek ishara hua
Kisse hazar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye

bharatlyrics.com

Mukh pe pasina halka
Gora ye roop haay
Humne to aaj dekhi
Barkha main dhoop haay
Mukh pe pasina halka
Gora ye roop haay
Humne to aaj dekhi
Barkha main dhoop haay
Dekho ye ladke saare
Bichaare dil ke maare
Tum pe nishaar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye

Ek sawaal dear
Puchu janaab se
Layee aankhe kahi
Dho ke saraab se
Ek sawaal dear
Puchu janaab se
Layee aankhe kahi
Dho ke saraab se
Aankhe teri mastani
Hum tore dilbar jaani
Doob ke paar ho gaye
Dekh ke teri nazar
Bekrar ho gaye
Ae ji huzur thahriye
Hum shikar ho gaye.

Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye is from the Howrah Bridge (1958).

The song Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye was sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.

The music for Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye was composed by Omkar Prasad Nayyar.

The lyrics for Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye were written by Qamar Jalalabadi.

The music director for Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye is Omkar Prasad Nayyar.

The song Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye was released under the Saregama.

The genre of the song Dekh Ke Teri Nazar Bekrar Ho Gaye is Dance.