Dekho Re Pehli Baar Lyrics - Mohammed Rafi

Dekho Re Pehli Baar lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shri Ram Bharat Milan (1965). The music of Dekho Re Pehli Baar Devotion track is composed by Shivram Krishna while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Dekho re dekho re
Dekho re pahli baar
Dekho re pahli baar
Meri jindgani phali
Bhagwan ko karne paar
Bhagat ki nauv chali
Bhagwan ko karne paar
Bhagat ki nauv chali
Jai ram lakhan jai janak lali
Jai ram lakhan jai janak lali

Dekho re mere ram ki maya
Is waman ko virat banaya
Ek janam mein sau janamo ka
Maine to bhai ye phal paya
Dekho prabhu ka upkar
Meri duniya hi badli
Bhagwan ko karne paar
Bhagat ki naav chali
Jai ram lakhan jai janak lali
Jai ram lakhan jai janak lali

bharatlyrics.com

Kaha meri choti si ye naiya
Kaha ye bhav sagar ke khewaiya
Main do hatho wala khewat
Inke hath hazar hai bhaiya
Lakho ke taran har prabhu
Ye bade hai bali
Bhagawan ko karne par
Bhagat ki naav chali
Jai ram lakhan jai janak lali
Jai ram lakhan jai janak lali

Chode mahal ayodhya chodi re
Chode mahal ayodhya chodi
Hum patito se preet hai jodi
Dhanya hai inka pyar anokha
Dhanya hai ye siya ram ki jodi
Ye van ko chale sukumar
Ye van ko chale sukumar
Karam kathanai tali
Bhagawan ko karne par
Bhagat ki nauv chali
Jai ram lakhan jai janam lali
Jai ram lakhan jai janam lali
Dekho re pahli bar meri
Jindgani phali
Bhagwan ko karne par
Bhagat ki naub chali
Jai ram lakhan jai janam lali
Jai ram lakhan jai janam lali
Jai ram jai jai ram
Jai ram jai ram
Jai ram jai jai ram
Jai ram lakhan jai janam lali
Jai ram lakhan jai janam lali
Jai ram lakhan jai janam lali
Jai ram lakhan jai janam lali.

Dekho Re Pehli Baar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download