Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Naag Panchami (1953). The music of Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Sad track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Gopal Singh Nepali.

Dulhan bani ek abhagini
Piya ki arthi leke chali
Sati hone chali wo suhagani
Arthi nahi nari
Ka sansar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai
Bajta tha jivan git
Do sanso ke taro me
Do sanso ke taro me
Tuta hai dukh ka
Tar wo ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai

Jalna tha tab tak tan
Ki jalti rahe chingari
Jalti rahe chingari
Jalna tha tab tak tan
Ki jalti rahe chingari
Jalti rahe chingari
Ujle ko ab jivan
Ka angar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai

bharatlyrics.com

Aise bichhde do sathi
Bhavsagar ki laharo me
Aise bichhde do sathi
Sajni majhdar sajan
Us par ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai
Bhagwan tere ghar
Ka singar ja raha hai.

Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar is from the Naag Panchami (1953).

The song Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar was sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.

The music for Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar was composed by Chitragupta Shrivastava.

The lyrics for Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar were written by Gopal Singh Nepali.

The music director for Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar is Chitragupta Shrivastava.

The song Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar was released under the Saregama.

The genre of the song Dharti Ka Nahi Nari Ka Sansar is Sad.