Dhool Me Jaise Chhupa Phool Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Dhool Me Jaise Chhupa Phool lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Bandhan (1956). The music of Dhool Me Jaise Chhupa Phool Happy track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Dhool me jaise chhupa phool
Aur chhupi phul me bat
Mati ke putle vaise hi
Parbhu hai tere pas
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar

bharatlyrics.com

Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Aapas me jo unch nich ki
Khadi kare diwar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar

Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Dekh kisi ke dukhiya dil me
Data ka darbar
Milega phir tujhko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar.

Dhool Me Jaise Chhupa Phool Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download