Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics - Khan Mastana

Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai lyrics, the song is sung by Khan Mastana from Hunterwali Ki Beti (1943). Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai Ghazal soundtrack was composed by Channalal Naik with lyrics written by A. Karim.

Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai

bharatlyrics.com

Dile nadan tujhe hua kya hai
Aakhir is dard ki dawa kya hai
Aahkir is dard ki dawa kya hai

Hum hai mustak auro bezar
Ya ilahi ye mazra kya hai
Ya ilahi ye mazra kya hai

Ha bhala kar tera bhala hoga
Aur is dil ki khata kya hai
Aur is dil ki khata kya hai

Humko unse wafa ki hai ummid
Humko unse wafa ki hai ummid
Jo nahi jante wafa kya hai
Jo nahi jante wafa kya hai

Hum bhi unke liye dua karte hai
Mat puchho wo dua kya hai
Mat puchho wo dua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai
Dile nadan tujhe hua kya hai.

Dil E Naadan Tujhe Hua Kya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download