Dil Hai Ke Dhadkta lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jahan Pyar Mile (1969). Dil Hai Ke Dhadkta Love soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Farooq Qaiser.
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Bechain nazar ho jaati hai
Jab koi mohabbat karta hai
Duniya ko kabar ho jaati hai
bharatlyrics.com
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Bechain nazar ho jaati hai
Jab koi mohabbat karta hai
Duniya ko kabar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Ye nichi nazar hai sab se buri
Chalati hai jigar pe jaise chhuri
Ye nichi nazar hai sab se buri
Chalati hai jigar pe jaise chhuri
Koi laakh mohabbat ko roke
Ye chiz magar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Bechain nazar ho jaati hai
Jab koi mohabbat karta hai
Duniya ko kabar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Aramaan dilon kaa nikale zaraa
Palakon ke larazate parde uthaa
Aramaan dilon kaa nikale zaraa
Palakon ke larazate parde uthaa
Badanaami kaa gam ab kaun kare
Hone do agar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Bechain nazar ho jaati hai
Jab koi mohabbat karta hai
Duniya ko kabar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Nazaron mein wohi kaabon mein
Wohi aisa na karega pyaar koi
Nazaron mein wohi kaabon mein
Wohi aisa na karega pyaar koi
Us raat kaa aalam mat puuchho
Jo raat basar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai
Bechain nazar ho jaati hai
Jab koi mohabbat karta hai
Duniya ko kabar ho jaati hai
Dil hai ki dhadkata rehata hai.