Dil Ki Umangein Hain Jawa Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Monali Thakur

Dil Ki Umangein Hain Jawa lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Monali Thakur from Munimji (1955). Dil Ki Umangein Hain Jawa Funny, Happy soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Dil ki umangein hain jawa
Rang mein dooba hai sama
Dil ki umangein hain jawa
Rang mein dooba hai sama
Main ne tumhe jeet liya
Haar ke dono jaha
Dil ki umangein hain jawa

Aap bhi gaaiye naa
Dil ki umangein hain jawa
Kya mushkil hai sargam bataau

Pa ma pa dha pa ga sa pa
Dil ki umangein hain jawa
Gaaiye

Dil ki umangein hain jawa
Bahut achchhe
Rang mein dooba hai sama
Waah waah waah

Dil ki umangein hain jawa
A ha ha ha ha ha ha
Gaaiye gaaiye gaaiye
O ho ho ho ho ho ho
Kya kahane

O o o o o
Sadiyon purani ye zameen
Hai aaj kitni haseen
Aata nahi hai yakeen
Hota nahi hai bayaan

Aap bhi gaaiye
Dil ki umangein hain jawa
Rang mein dooba hai sama
Jiyo jiyo
Main ne tumhe jeet liya
Oon hu, main ne tumhein jeet liya
Haar ke dono jahaan
Dil ki umangein hain jawa

Bheege nazaron se kaho
Gaati hawaon se kaho o o
Jaati bahaaron se kaho
Ruk jaaye aaj yahaan

Dil ki umangein hain jawa

Gaaiye na
Kya maza aa raha hai
Hoon hoon hoon
Dil ki umangein hain jawa
Rang mein dooba hai sama
Main ne tumhe jeet liya
Haar ke dono jaha
Dil ki umangein hain jawa

O o o o o
Hoon hoon hoon
Bechain tanhaiya
Leti hain angadaaiya
Halki si shehanaiya
Bajti hain jaane kaha

Gaaiye na ek baar aur

Dil ki umangein hain jawa
Rang mein dooba hai sama

Maine tumhe jeet liya
Haar ke donon jaha

Aaiye na aap bhi naachiye

bharatlyrics.com

Dil ki umangein hain jawa
Rang mein dooba hai sama
Main ne tumhe jeet liya
Oon, hu main ne tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan.

Dil Ki Umangein Hain Jawa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *