Dil Tut Gaya Lyrics - Shamshad Begum

Dil Tut Gaya lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Aag (1948). Dil Tut Gaya Sad soundtrack was composed by Ram Ganguly with lyrics written by Behzad Lucknavi.

Dil toot gaya jee chhoot gaya
Kismat ne mitaakar chhod diya
Dil toot gaya jee chhoot gaya
Kismat ne mitaakar chhod diya
Aankhon mein bhi to
Aansoon na rahe
Mazboor banaa
Kar chhod diya
Aankhon mein bhi to
Aansoon na rahe
Mazboor banaa
Kar chhod diya

bharatlyrics.com

Ai meri umeedon ki duniya
Badnaam mohabbat hoti hai
Ai meri umeedon ki duniya
Badnaam mohabbat hoti hai
Ai meri umeedon ki duniya
Badnaam mohabbat hoti hai
Badnaam mohabbat hoti hai
Kyun mujhko banaaya tha apna
Kyun apna bana kar chhod diya
Kyun mujhko banaaya tha apna
Kyun apna bana kar chhod diya

Armaan tadapte hain dil mein
Dil hai ke sulagta rahtaa hai
Armaan tadapte hain dil mein
Dil hai ke sulagta rahtaa hai
Jalne ke liye duniya mein mujhe
Kyun aag laga kar chhod diya
Jalne ke liye duniya mein mujhe
Kyun aag laga kar chhod diya
Tum phoolon ko lo aabad raho
Aabad raho dilshaad raho
Tum phoolon ko lo aabad raho
Aabad raho dilshaad raho
Tumne to mujhe duniya ke liye
Afsaana bana kar chhod diya
Tumne to mujhe duniya ke liye
Afsaana bana kar chhod diya.

Dil Tut Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download