Dil Walon Ki Baat Chali Hai Lyrics - Pamela Singh

Dil Walon Ki Baat Chali Hai lyrics, the song is sung by Pamela Singh from Aadaab (2006). Dil Walon Ki Baat Chali Hai Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Dil walon ki baat chali hai
Dil walon ki baat chali hai
Afsana darr afsana
Mere saath ki jaagne wala
Tu na kahe ab so jaa na
Dil walon ki baat chali hai

Pyaar to karti hain sab duniya
Baat fakt izhaar ki hain
Pyaar to karti hain sab duniya
Baat fakt izhaar ki hain
Mehfil ko is se kyaa matlab
Mehfil ko is se kyaa matlab
Samma jale yaa parwana
Dil walon ki baat chali hai

bharatlyrics.com

Meri khushiyan bhi andekhi
Mere ghum bhi andekhe
Meri khushiyan bhi andekhi
Mere ghum bhi andekhe
Jungal ke phoolo ka yaar
Jungal ke phoolo ka yaar
Kyaa khilana kyaa murjaana
Dil walon ki baat chali hai

Kyun gairon se puchh rahe ho
Bata katil shifaai ka
Kyun gairon se puchh rahe ho
Bata katil shifaai ka
Aisa bhi gumnaam nahi hain
Aisa bhi gumnaam nahi hain
Woh shayar woh deewana
Dil walon ki baat chali hai
Afsana darr afsana
Mere saath ki jaagne wala
Tu na kahe ab so jaa na
Dil walon ki baat chali hai.

Dil Walon Ki Baat Chali Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download