Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan Lyrics - Shamshad Begum

Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Nishani (1942). Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan Playful soundtrack was composed by Pandit Amarnath with lyrics written by Aziz Kashmiri.

Dil ye kiska hai
Meri jaan jigar kiska hai ae
Dil ye kiska hai
Meri jaan jigar kiska hai
Teer par teer chalaao
Tumhen dar kiska hai ae
Teer par teer chalaao
Tumhen dar kiska hai
Dil ki ujdi huyi basti ko basaaya kisne
Dil ki ujdi huyi basti ko basaaya kisne ae
Dil ki is chhoti si basti mein guzar kiska hai ae
Dil ki is chhoti si basti mein guzar kiska hai

Kaun kehta hai ki is
Dil mein teri yaad nahin een
Kaun kehta hai ki is
Dil mein teri yaad nahin
Naam honthon pe
Mere shaam o sahar rehta hai ae
Naam honthon pe
Mere shaam o sahar rehta hai

bharatlyrics.com

Gair ke ghar ko samajh
Baithha hoon main ghar apna
Gair ke ghar ko samajh
Baithha hoon main ghar apna aa
Ghar agar aapka wo hai
To ye ghar kiska hai ae
Ghar agar aapka wo hai
To ye ghar kiska hai

Maar ye teer e nazar
Yoon na mere seene pe ae
Maar ye teer e nazar
Yoon na mere seene pe
Log poochhenge ye
Barbaad nagar kiska hai ae
Log poochhenge ye
Barbaad nagar kiska hai ae
Dil ye kiska hai
Meri jaan jigar kiska hai
Teer par teer chalaao
Tumhen dar kiska hai.

Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan is from the Nishani (1942).

The song Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan was sung by Shamshad Begum.

The music for Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan was composed by Pandit Amarnath.

The lyrics for Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan were written by Aziz Kashmiri.

The music director for Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan is Pandit Amarnath.

The song Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan was released under the Saregama.

The genre of the song Dil Ye Kiska Hai Meri Jaan is Playful.